Youtube Par Likes Kaise Badhaye

Youtube ek social media platform hai, jo video dekhne aur upload karne ke liye jana jata hai. Social media ke bahut se platform hai jaise facebook, instagram, twitter, snapchat jaise famous platform mojood hai. Jisko ham video reels ya apne khali time ko bitane ke liye istemal karte hai. 

 

Youtube 100 se jyada country me available hai, jo 80 se jyada language me apni service provide kar raha hai. Aap ko bata de har mint youtube par 500 hours ki video upload ki jati hai. Jisme har parkar ke content jaise youtube reels aur long video sab shamil hai.

 

Google ke bad duniya ka sabse bada, search engine jaha jo apni queries ko find karne ke liye youtube ki madad lete hai. aise me agar aap bhi ek, youtuber banne ya video content ke jariye paise kamana chahte hai. To aap ko youtube par likes kaise badhaye ye jan na important ho jata hai.

50 YouTube Likes

₹149
₹149
  • Quick Delivery
  • 100% Safe
  • Real People
  • No Password Required
  • Safe PayPal Payment

150 YouTube Likes

₹299
₹299
  • Quick Delivery
  • 100% Safe
  • Real People
  • No Password Required
  • Safe PayPal Payment

250 YouTube Likes

₹499
₹499
  • Quick Delivery
  • 100% Safe
  • Real People
  • No Password Required
  • Safe PayPal Payment

350 YouTube Likes

₹699
₹699
  • Quick Delivery
  • 100% Safe
  • Real People
  • No Password Required
  • Safe PayPal Payment

500 YouTube Likes

₹900
₹900
  • Quick Delivery
  • 100% Safe
  • Real People
  • No Password Required
  • Safe PayPal Payment

1,000 YouTube Likes

₹1,500
₹1,500
  • Quick Delivery
  • 100% Safe
  • Real People
  • No Password Required
  • Safe PayPal Payment

2,500 YouTube Likes

₹3,500
₹3,500
  • Quick Delivery
  • 100% Safe
  • Real People
  • No Password Required
  • Safe PayPal Payment

5,000 YouTube Likes

₹6,500
₹6,500
  • Quick Delivery
  • 100% Safe
  • Real People
  • No Password Required
  • Safe PayPal Payment

Video Viral Karne Ke Liye Youtube Par Likes Kaise Badhaye

 

Ham aapko bata de youtube ho ya social media, ka koi bhi platform jaha aap content upload karke paise kamana chahte hai. Ye ek time taking process hai, jisme agar apne sabr se kam nahi liye to aap jyada der tak is line me bane nahi rah sakte. 

 

Lekin aisa nahi hai aapke dwara ki gyi mehnat ka koi fayda nahi hoga, hoga to lakin sahi strategy. se kam karna aur youtube ke algorithm ko samjhane ke bad asan ho jata hai.

 

Ham apne es article me youtube ke secrats aur un tricks tak aapko le jana chahenge jiske bare me aapne abhi tak na suna aur na kisi ne bataya hai, to chale bina kisi deri ke jante hai kya hai hai wo tricks jo aap ki youtube par likes kaise badhaye me madad karenge.

 

11 Tricks Youtube Video Ko Roket banane Ke Liye: Complete Guide 

 

  • Niche selection
  • Youtube name slection
  • Youtube Algorithm understand 
  • Optimize Video Description 
  • Quality Content
  • Thumbnail design  
  • Relevant hashtag use
  • Youtube seo check 
  • Youtube par likes kasie badhaye
  • Re- check video 
  • Regular content 

 

Niche selection>>>

 

Social media ke kisi bhi platform, ka istemaal aap bina kisi motive maqsad ke nahi kar sakte. Jisme sabse bada role aapke dwara chune gaye Niche ka hai. Youtube niche selection aisa he hai jaise hamare body me backbone, bina backbone ke ham chal nahi sakte. aise he bina niche, aur bina kisi motive ke youtube par aap kuch nahi kar sakte. 

 

Agar aap youtube ko full time carrier, ke roop me dekhna chahte hai. to aap ko ek aise niche ko chun na chahiye, jisme aap ka interest bhi ho aapko maza bhi aata ho, aur aap boriyat feel bhi na karte ho.

 

Pro Tip

 

Youtube par apna interest find karne ke liye aap jo video jyada dekhte hai, research usko he aapka interest manti hai, lakin ye alag bhi ho sakta hai.

 

Youtube name slection

 

Social media aapka future bana sakta hai, aur log aapko aapke video se nahi aapke naam se janne lagte hai, isliye aise nam ka chunav kare jisse aapke brand ya future me log aapko us naam se jane jisko aapne chuna hai. Isliye aapne dekha hoga bade-bade youtuber apna channel apne naam se rakhna pasand karte hai, jaise Mr. Beast ko aap dekh sakte hai jo ek american youtuber hai.

 

Pro Tip

 

Naam ka sahi chunav aapke, channel ko youtube rank karta hai aapke video ke flow ke hisab se. Isliye channel banate samy naam ka sahi hona aap ke, youtube par likes kaise badhaye jisse aap ka channel top me dikh sakta hai.

 

Youtube Algorithm understand

 

Social media ke har ek platform ke piche machine ke duwara kam kiya jata hai, jisme kisi insan ka koi lena dena nahi hota. Bas insano ke dwara inke algorithm ko time to time badla jata rahata hai.

 

Youtube ka algorithm bacis 4 cheezo ko dekhta hai.

 

  1. Keyword search: aap kya youtube search me likhte hai jiske adhar par youtube aapko aapke duwara khozi gyi jankari tak pahuchane me madad karta hai.
  • Video feedback:-  aap ne kin video ko pasand kya aur kinko unlikes kya aapne youtube band karne se pehle kya dekha in cheezo ke adhar par wo waise he video dikhane ki koshish karta hai.
  • Channel subscribe:- Aap kin youtube channel ko pasand karte hai, fir algorithm aapko unki video sabse pehle aur jinko aap pasand nahi karte unka ratio kam karta rahta hai, Aapke interest ke anusar.
  • Like,share,views:- Youtube apne aapko aapke interest ke anusar badalta rahta hai, waise youtube aap ki in chezo ko dekhta hai, aap kis ki video ko likes karte hai share karte hai, aur kon se niche ki video jyada dekhna pasand karte hai.

 

Optimize Video Description

 

Youtube video ko optimize karne me sabse pehle aapko apne keywords target karna chahiye, jis niche par aapne video banayi hai. 

 

Youtube aapko 5000 words ko likhne ki anumati pradan karta hai, jisme uper ki first 3 lines me aapko apne video ke bare me short me describe karna chahiye.

 

Quality description me aap apne social media ka links aur affiliate links jinko sell karke aap apne liye revenu generate kar sakte hai.

 

Time stamps bahut se user ko wahi baat janni hoti hai, jiske liye unhone aapke channel ko visit kya hai. Timestamp se user ka experience behtar hota hai, jisse youtube par likes badhaye ki preshani nahi hoti, log khud he likes karna behtar samjhte hai.

 

Quality Content

 

Youtube aapke video par likes tabhi badhaye ga, jab apne video me koi valuable cheez provide kari hogi, quality content ka matlab hai returning viewer kitne naye log jo aap ki video ko dekh kar gaye magar wapis kitne aaye. Ye aapke content ke quality par depend karta hai, or isko aap apne youtube studio me asani se dekh sakte hai.

 

Pro Tip

Youtube video ki quality ko accha rakhne ke liye video ke shuru me 30 second se lekar 1 mint, tak video ko summaries kare jisse logo ko puri video ke dekhne ka shok paida hota hai.

 

Thumbnail design

 

Youtube par sabse pehla impression aapka thumbnail hota hai, youtube ke algorithm ke anusar logo ko kisi video par click karne ke liye sirf 2 se 5 second, tak he sochne ka samay lagta hai. Jisme wo kisi video ko dekhna ya scroll karna chahte hai. Isliye aap ke pass time kam hai, aisa thumbnail banane ki koshish kare jisse dekhne wala aap ki video ko click kare bina na rah sake. 

 

Relevant hashtag use

 

Apne niche aur topic se milte julte hashtag ka istemal kare, relevant youtube hashtag aapke youtube par likes kaise badhaye, isme madad karte hai. Youtube tag find karne ke liye apne jaise youtuber ke content ko follow kare, aur hashtag find karne wale tools ki madad len. jaise 

 

TubeBuddy

Vidiq

RiteTag

All Hashtag

Hashtagify

TagsYouTube

 

Youtube SEO check

 

Youtube seo ko check kare jisme Title ki length 60 characters, se jyada nahi honi chahiye. description ki lenght mattar nahi karti magar 5000 words aap ke niche ko define karne ke liye kafi hai.

 

Youtube description me shuru ki lines me 100-150 characters ko rehne den, ye aapke youtube par likes kaise badhaye aur apki video ko viral karne ka asan tarika hai.

Jis niche ya topic par aapne video baanya hai, us keywords ko apne title aur description me add karna na bhule.

 

Youtube par likes kasie badhaye

 

Youtube par apne reels ko viral karna, ya long video par jyada views pana, ek sabr wala kam hai. lakin agar aap apni video ko aaj se he viral karna, ya apne youtube videos par likes badhana chahte hai, to Netsviral. “increased YouTube views or likes ki aur ja sakte hai. 

 

Pro Tip

 

Social media aur youtuber, banne ke sapne ko pura karne me netsviral ne lakho logo ki madad ki hai.

 

Re- check video 

 

Social media par koi bhi video publish kare, chahe aap youtube par kam kar rahe ho. ya kisi bhi platform par aapke liye re-check karna ek achi adat ho sakti hai, kyunki aap ke dwara post kiye gaye content ko, ab puri dunya dekhne wali hai. 

 

Regular content

 

Youtube par success aur youtube par likes kaise badhaye, iska koi shortcut rasta nahi hai, lakin aap ke lagatar video upload karne se subscriber aap se judne lagte hai. aur youtube bhi aap ki video ko dusro ko recomeded karne lagta hai. jisse aapke video par views, likes asani se aane lagta hai.

 

conclusion

 

Umeed karte hai, youtube par likes kaise badhaye. is per likha gya article aapke sare swalo ke jawab ke liye kafi hoga, Agar aapka koi sawal hai. jisko hamne cover nahi kya to aap hame comments section, me bata sakte hai. aur social media followers ko badhane ke liye, “Netsviral” ko chunn sakte hai.

 

0 Comments

Leave a reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*

Log in with your credentials

Forgot your details?